🎉 Happy Birthday Ravi Thakur Ji! 🎉Voice of Basantgarh ki taraf se hamare mehnati aur pratibhashali reporter Ravi Thakur Ji ko janamdin ki hardik shubhkamnayein। 🎂🎊Aap hamesha sachchai aur janta ki awaaz ko buland karte rahein, aur patrakarita ke kshetra mein naye aayam sthapit karein। Bhagwan aapko uttam swasthya, khushiyan, safalta aur lambi umar pradan kare।🎙️ "Jo sach ko awaaz deta hai, wahi asli patrakar kehlata hai. Aapki kalam aur aapki reporting hamesha jan-hit mein chalti rahe."Janamdin ke is khaas mauke par hum dua karte hain ki aapke jeevan ka har din khushiyon, safalta aur naye avsaron se bhara rahe।
0 Comments